Skill Test do, apne naam ka
Certificate FREE me paayein
10 aasan sawal · 10 minute · 6 sahi = pass. Pass hote hi QR verified certificate download karein aur WhatsApp par share karein.
Aapka certificate aisa dikhega SAMPLE
Namuna hai. Naam, number aur photo demo ke liye hain.
Aksar puche jane wale sawal
Kya ye sach me FREE hai?
Haan. Quiz dene aur certificate paane ka koi paisa nahi lagta. Bas naam, mobile aur password se free account banta hai.
Certificate kab milega?
Quiz pass karte hi (6/10 sahi). Profile me jo details zaroori hain wo bharte hi certificate apne aap ban jata hai aur email par bhi aata hai.
Fail ho gaye to?
Koi baat nahi. Sahi jawab dekh kar dobara try karein, har baar naye sawal aate hain.
Kaun sa certificate milega?
UMTVIDYA ka "General Knowledge Quiz" Participation Certificate, aapke naam aur photo ke saath, QR code aur certificate number ke saath. Koi bhi website par jaanch sakta hai.
Kya ye sarkari certificate hai?
Nahi. Ye UMTVIDYA ka participation certificate hai, sarkari ya university ki degree nahi.
Jo pass karega use bhi FREE certificate milega.
Computer, Excel, Typing, Tally aur bahut kuch, har course ka certificate.Courses